Badnaam To Hone Do
अभी सूरज नहीं डूबा जरा सी शाम होने दो;
मैं खुद लौट जाऊंगा मुझे नाकाम तो होने दो;
मुझे बदनाम करने का बहाना ढूंढ़ता है जमाना;
मैं खुद हो जाऊंगा बदनाम पहले मेरा नाम तो होने दो।
Kaatil Nahi Milte
Jab jaan pyari thi tab dushman hazaron the,
Ab marne ka shauk hai to kaatil nahi milte
Ek Silsile Ki Ummeed
Ek silsile ki ummeed thi unse
Wohi faasle badhaate gaye
Hum to paas aane ki koshish mein the
Na jaane kyun woh humse dooriyan badhaate gaye.
Ab To Aap Ke Liye
Ab to aap ke liye ajnabi hum ho gaye hain
Baaton ke silsile bhi kam ho gaye hain
Khushiyon se zyada gham ho gaye hain
Kya pata yeh waqt bura hai ya bure hum ho gaye hain
Dil Aakhir Tu Kyun Rota Hai
Jab jab dard ka baadal chhaya
Jab gham ka saya lehraya
Jab aansu palkon tak aaya
Jab yeh tanha dil ghabraya
Humne dil ko yeh samjhaya
Dil aakhir tu kyun rota hai?
Duniya mein yun hi hota hai
Yeh jo gehre sannate hain
Waqt ne sabko hi baante hain
Thoda gham hai sabka kissa
Thodi dhoop hai sabka hissa
Aankh teri bekar hi namm hai
Har pal ek naya mausam hai
Kyun tu aise pal khota hai
Dil aakhir tu kyun rota hai
Hamein Kya Pata Tha
Hamein kya pata tha mausam aise ro padega,
Humne to aasman ko bus apni dastan hi sunaai thi
मैं खुद लौट जाऊंगा मुझे नाकाम तो होने दो;
मुझे बदनाम करने का बहाना ढूंढ़ता है जमाना;
मैं खुद हो जाऊंगा बदनाम पहले मेरा नाम तो होने दो।

Ab marne ka shauk hai to kaatil nahi milte

Wohi faasle badhaate gaye
Hum to paas aane ki koshish mein the
Na jaane kyun woh humse dooriyan badhaate gaye.

Ab to aap ke liye ajnabi hum ho gaye hain
Baaton ke silsile bhi kam ho gaye hain
Khushiyon se zyada gham ho gaye hain
Kya pata yeh waqt bura hai ya bure hum ho gaye hain

Jab jab dard ka baadal chhaya
Jab gham ka saya lehraya
Jab aansu palkon tak aaya
Jab yeh tanha dil ghabraya
Humne dil ko yeh samjhaya
Dil aakhir tu kyun rota hai?
Duniya mein yun hi hota hai
Yeh jo gehre sannate hain
Waqt ne sabko hi baante hain
Thoda gham hai sabka kissa
Thodi dhoop hai sabka hissa
Aankh teri bekar hi namm hai
Har pal ek naya mausam hai
Kyun tu aise pal khota hai
Dil aakhir tu kyun rota hai

Humne to aasman ko bus apni dastan hi sunaai thi
Likhun kuchh aaj yeh waqt ka takaza hai,
Mere dil ka dard abhi taaza taaza hai,
Gir padte hain mere aansu mere hi kaagaz par
Lagta hai kalam mein syaahi ka dard zyada hai.
Kuchh Kadam Hum Tum Chale
Kuchh kadam hum chale
Kuchh kadam tum chale
Farq sirf itna raha
Hum chale to faasla ghat-ta gaya
Aur tum chale to faasla badhta gaya
Tera Sath Paane Ko
Ab bhi taaza hai zakhm seene mein,
Bin tere kya rakha hai jeene mein,
Hum to zinda hain tera sath paane ko,
Warna deir kitni lagti hai zaher peene mein
Mere dil ka dard abhi taaza taaza hai,
Gir padte hain mere aansu mere hi kaagaz par
Lagta hai kalam mein syaahi ka dard zyada hai.

Kuchh kadam tum chale
Farq sirf itna raha
Hum chale to faasla ghat-ta gaya
Aur tum chale to faasla badhta gaya

Bin tere kya rakha hai jeene mein,
Hum to zinda hain tera sath paane ko,
Warna deir kitni lagti hai zaher peene mein
Har shakhs mujhe zindagi jeene ka tareeka batata hai
Unhein kaise samjhaun ki
Ek khwaab adhoora hai mera
Warna jeena to mujhe bhi aata hai..!
Unhein kaise samjhaun ki
Ek khwaab adhoora hai mera
Warna jeena to mujhe bhi aata hai..!
Zindagi yun hui basar tanha
Kaafila saath tha aur safar tanha!!
Apne saaye se chaunk jaate hain
Umra gujri hai is kadar tanha!!
Raat bhar bolte hain sannaate
Raat kaate koi kidhar tanha!!
Din guzarta nahi hai logon mein
Raat hoti nahi basar tanha!!
Hamne darwaaze tak to dekha tha
Phir na jaane gaye kidhar tanha!!
Hamaari Zindagi
Zindagi hamaari yun hi sitam ho gayi
Khushi na jaane kahan dafan ho gayi
Likha Khuda ne mohabbat sabki taqdeer mein
Hamaari baari aayi to syaahi hi khatm ho gayi.
Sachcha Pyaar
Sapna kabhi sakaar nahi hota,
Mohabbat ka koi aakar nahi hota.
Sab kuchh ho jata hai duniya mein,
Magar dobara kisi se sachcha pyaar nahi hota
Intezar Ke Maare Uske intezar ke maare hain hum
Bus uski yaadon ke sahaare hain hum
Duniya jeet kar kya karna hai ab
Jise duniya se jeeta tha,
Aaj usi se haare hain hum
Uski Mohabbat
Woh mehandi wale hath mujhe dikha kar royi
Ab main hoon kisi aur ki, yeh mujhe bata ka royi
Pehle kehti thi ki nahi jee sakti tere bin
Aaj phir se woh baat dohra kar royi
Kaise kar loon uski mohabbat pe shak yaaron
Woh bhari mehfil mein mujhe gale laga kar royi
Chhor Gaya
Jab milne laga us ki mohabbat mein sukoon
Phir yun hua woh mera sath chhor gaya
Abhi bohat baki thi hasratein dil mein
Magar woh shakhs adhuri mulaqaat chhor gaya
Fakhra to yeh hai ke woh tha mera hamsafar kbhi
Dukh yeh hai ke beech raah mein woh mera hath chhor gaya
Bin us ke rehna ab azab sa lagta hai
Na jaane zindagi mein woh kaise jazbaat chhor gaya
Woh shakhs to chala gaya meri zindgi se
Magar aankhon mein meri aansuon ki barsaat chhor gaya
Jaane kya mujhse zamana chahta hai
Jaane kya mujhse zamana chahta hai,
mere dil tod kar mujhe hasana chahta hai,
jaane kya baat jhalakti he mere chehre se,
har saks mujhe aazmana chahta hai.
Socha yaad na kar ke thoda tadpau unko
Socha yaad na kar ke thoda tadpau unko,
Kisi aur ka naam lekar jalau unko.
Par chot lagegi unko to dard mujhko hi hoga,
Ab ye batao kis tarah satau unko.
Pyar woh hum ko bepanah kar gaye
Pyar woh hum ko bepanah kar gaye
Phir zindgi mein hum ko tanha kar gaye
Chahat thi unke ishq mein Fanaah hone ki
Par woh laut kar aane ko bhi mana kar gaye.
Woh Khud Par Guroor Karte Hai
Woh Khud Par Guroor Karte Hai,
To Isme Hairat Ki Koi Baat Nahi.
Jinhe Hum Chahte Hai,
Woh Aam Ho Hi Nahi Sakte.
Anjaam Ki Parwaah Hoti Toh
Anjaam Ki Parwaah Hoti Toh,
Hum Mohabbat Karna Chhod Dete,
Mohabbat Mein Toh Zid Hoti Hai,
Aur Zid Ke Bade Pakke Hain Hum.
Tu dil se na jaye to main kya karu
Tu dil se na jaye to main kya karu,
Tu khyalon se na jaaye to main kya karu,
Kehte hai khwabo mein hogi mulakat unase,
Par neend na aaye to main kya karu.
Tere intjar mein kab se udas baithe hain
Tere intjar mein kab se udas baithe hain,
tere didar mein ankhe bichaye baithe hain,
tu ek nazar ham ko dekh le bas,
is aas mein kab se bekrar baithe hain.
Aap Ki Dhadkan Se Hai Rishta Humara
Aap Ki Dhadkan Se Hai Rishta Humara,
Aap Ki Saanso Se Hai Nata Humara,
Bhool Kar Bhi Kabhi Bhool Na Jana,
Aap Ki Yaado Ke Sahare Hai Jina Humara.
Ruthi jo zindagi to mana lenge hum
Ruthi jo zindagi to mana lenge hum,
mile jo gam vo seh lenge hum,
bus aap rehna hamesha saath hamare..
to nikalte huye aansuo mein bhi muskura lenge hum!
Dil Main Har Raaz Daba Kar Rakhte
Dil Main Har Raaz Daba Kar Rakhte Hain,
Honthon Per Muskurahat Saja Kar Rakhte Hain,
Yeh Duniya Sirf Khushi Mein Sath Dete Hai,
Iss Liye Hum Apne Aansoon Ko Chupa Kar Rakhte Hain.
कोई फर्क नही पड़ता
कि तुमने किसे चाहा
और कितना चाहा…..
हमें तो ये पता है
कि हमने तुम्हें चाहा
और हद से ज्यादा चाहा…
I Love You
अधूरी सी कहानी दिल
की और पूरा प्यार तुम,
गीली पलकों की नमी
और बेरहम याद तुम,
अनछुआ दिल का कोना
और रुह मे घुला एहसास
हो सिर्फ तुम।
I Love You
तेरी आँखों में रब दिखता हैं..
क्यूँकि सनम मेरा दिल तेरे लियें धड़कता हैं
हसरत है सिर्फ तुम्हें पाने की,
और कोई ख्वाहिश नहीं इस दीवाने की,
शिकवा मुझे तुमसे नहीं खुदा से है,
क्या ज़रूरत थी, तुम्हें इतना खूबसूरत बनाने
Kaafila saath tha aur safar tanha!!
Apne saaye se chaunk jaate hain
Umra gujri hai is kadar tanha!!
Raat bhar bolte hain sannaate
Raat kaate koi kidhar tanha!!
Din guzarta nahi hai logon mein
Raat hoti nahi basar tanha!!
Hamne darwaaze tak to dekha tha
Phir na jaane gaye kidhar tanha!!

Khushi na jaane kahan dafan ho gayi
Likha Khuda ne mohabbat sabki taqdeer mein
Hamaari baari aayi to syaahi hi khatm ho gayi.

Mohabbat ka koi aakar nahi hota.
Sab kuchh ho jata hai duniya mein,
Magar dobara kisi se sachcha pyaar nahi hota
Intezar Ke Maare Uske intezar ke maare hain hum
Bus uski yaadon ke sahaare hain hum
Duniya jeet kar kya karna hai ab
Jise duniya se jeeta tha,
Aaj usi se haare hain hum

Ab main hoon kisi aur ki, yeh mujhe bata ka royi
Pehle kehti thi ki nahi jee sakti tere bin
Aaj phir se woh baat dohra kar royi
Kaise kar loon uski mohabbat pe shak yaaron
Woh bhari mehfil mein mujhe gale laga kar royi

Phir yun hua woh mera sath chhor gaya
Abhi bohat baki thi hasratein dil mein
Magar woh shakhs adhuri mulaqaat chhor gaya
Fakhra to yeh hai ke woh tha mera hamsafar kbhi
Dukh yeh hai ke beech raah mein woh mera hath chhor gaya
Bin us ke rehna ab azab sa lagta hai
Na jaane zindagi mein woh kaise jazbaat chhor gaya
Woh shakhs to chala gaya meri zindgi se
Magar aankhon mein meri aansuon ki barsaat chhor gaya
Jaane kya mujhse zamana chahta hai

mere dil tod kar mujhe hasana chahta hai,
jaane kya baat jhalakti he mere chehre se,
har saks mujhe aazmana chahta hai.
Socha yaad na kar ke thoda tadpau unko

Kisi aur ka naam lekar jalau unko.
Par chot lagegi unko to dard mujhko hi hoga,
Ab ye batao kis tarah satau unko.
Pyar woh hum ko bepanah kar gaye

Phir zindgi mein hum ko tanha kar gaye
Chahat thi unke ishq mein Fanaah hone ki
Par woh laut kar aane ko bhi mana kar gaye.
Woh Khud Par Guroor Karte Hai

To Isme Hairat Ki Koi Baat Nahi.
Jinhe Hum Chahte Hai,
Woh Aam Ho Hi Nahi Sakte.
Anjaam Ki Parwaah Hoti Toh

Hum Mohabbat Karna Chhod Dete,
Mohabbat Mein Toh Zid Hoti Hai,
Aur Zid Ke Bade Pakke Hain Hum.
Tu dil se na jaye to main kya karu

Tu khyalon se na jaaye to main kya karu,
Kehte hai khwabo mein hogi mulakat unase,
Par neend na aaye to main kya karu.
Tere intjar mein kab se udas baithe hain

tere didar mein ankhe bichaye baithe hain,
tu ek nazar ham ko dekh le bas,
is aas mein kab se bekrar baithe hain.
Aap Ki Dhadkan Se Hai Rishta Humara

Aap Ki Saanso Se Hai Nata Humara,
Bhool Kar Bhi Kabhi Bhool Na Jana,
Aap Ki Yaado Ke Sahare Hai Jina Humara.
Ruthi jo zindagi to mana lenge hum

mile jo gam vo seh lenge hum,
bus aap rehna hamesha saath hamare..
to nikalte huye aansuo mein bhi muskura lenge hum!
Dil Main Har Raaz Daba Kar Rakhte

Honthon Per Muskurahat Saja Kar Rakhte Hain,
Yeh Duniya Sirf Khushi Mein Sath Dete Hai,
Iss Liye Hum Apne Aansoon Ko Chupa Kar Rakhte Hain.

कि तुमने किसे चाहा
और कितना चाहा…..
हमें तो ये पता है
कि हमने तुम्हें चाहा
और हद से ज्यादा चाहा…
I Love You

की और पूरा प्यार तुम,
गीली पलकों की नमी
और बेरहम याद तुम,
अनछुआ दिल का कोना
और रुह मे घुला एहसास
हो सिर्फ तुम।
I Love You

क्यूँकि सनम मेरा दिल तेरे लियें धड़कता हैं

और कोई ख्वाहिश नहीं इस दीवाने की,
शिकवा मुझे तुमसे नहीं खुदा से है,
क्या ज़रूरत थी, तुम्हें इतना खूबसूरत बनाने
No comments:
Post a Comment